SHAYARI SMS!
Aanken band kar bhi, hum tera deedar-hindi
आँखे बंद कर भी,
हम तेरा दीदार करते हैं,
ए सनम, हम तो सिर्फ तुम से प्यार करते हैं.
लाख चाह कर भी मैं तुझे भुला नहीं सकता,
सांस रहते, तेरी तस्वीर आँखों से हटा नहीं सकता.
आखिरी पल तक ओ बेवफा, तुझे याद करता हूँ,
तेरी यादों को सीने में बसा कर चलता हूँ.
Aanken band kar bhi, hum tera deedar karte hain
Aanken band kar bhi,
hum tera deedar karte hain,
Aye sanam, hum to sirf tum se pyar karte hain.
Lakh chaah kar bhi main tujhe bhula nahi sakta,
Saans rahte, teri tasvir aankhon se hataa nahi sakta.
Aakhiri pal tak o bewafaa, tujehe yaad karta hoon,
Teri yaadon ko seene mein basaa kar chalta hoon.
Khushi se dil ko aabad karna...
Khushi se dil ko aabad karna...
Aur gham ko dil se azad karna,
Hamari bus itni gujarish hai ke hame bhi
Din me ek baar YAAD karna...
Phoolon ne Amrit ka jaam bheja hai
Phoolon ne Amrit ka jaam bheja hai,
Sooraj ne gagan se Salam bheja hai,
Mubarak ho Aapko Naya Janam Din,
Tahe-Dil se Humne ye Paigaam bheja hai !
Our Sponsors