POETRY SMS!

 


« First   «  1  2  3  4  5  6  7  8     »  Last »

Na to yaado ko yaad rakhte hain Hindi SMS

ना तो यादों को याद रखते हैं,

ना ही सपनो को साथ रखते हैं,

 

हम तो बस उनको याद रक्ते हैं,

जो हमें दिल के पास रखते हैं.


Na to yaado ko yaad rakhte hain

Na to yaado ko yaad rakhte hain

Na hi sapno ko saath rakhte hain

 

Hum to buss unko yaad rakte hain

Jo hamein dil ke pass rakhte hain


Har insan ki alag Pehcan hoti ha

Har insan ki alag Pehcan hoti ha
Per Hamarey SMS ki alag Shaan hoti ha
Her kisi ko kartey nahi SMS
Magar jis ko kartey hain us main Hamari Jaan hoti ha


Muskaan tere hothon se kahin jaye na

Muskaan tere hothon se kahin jaye na,
Aansu teri palkon pe kabhi aaye na,
Poora ho tera har khwab aur jo poora na ho
Woh khawab kabhi aaye na


Khuwabon main ayenge SMS ki tarah

Khuwabon main ayenge SMS ki tarah.
Dil main bas jayenge ring tone ki tarah,
Ye yari kabhi kam na hogi balance ki tarah,
Sirf tum busy na hona network ki tarah.



« First   «  1  2  3  4  5  6  7  8     »  Last »