POETRY SMS!
Suraj roshni le kar aayaa
Suraj roshni le kar aayaa,
Aur chidyon ne gaanaa gaayaa,
Phoolon ne hans hans kar bolaa,
Mubarak ho tumhaara janam din aaya!
Phoolon ne Amrit ka jaam bheja hai
Phoolon ne Amrit ka jaam bheja hai,
Sooraj ne gagan se Salam bheja hai,
Mubarak ho Aapko Naya Janam Din,
Tahe-Dil se Humne ye Paigaam bheja hai !
Tumhari is ada ka kya jawad du
Tumhari is ada ka kya jawad du,
apne dost ko kya uphar du,
koi accha sa phool hota to mali se mangvata,
jo khud gulab hai usko kya gulab du…HAPPY BIRTHDAY My love.
Hey,u r 1 year older now
Hey,u r 1 year older now,1 year smarter now,1 year bigger now,and now u r 1 year closer to all your wishes.
Happy Birthday!
Us din khuda ne bhi jashn manaya hoga
Us din khuda ne bhi jashn manaya hoga,
Jis din aapko apne hatho se banaya hoga,
Usne bhi bahaye honge aansu,
Jis din aapko yahan bhej ker, khud ko akela paya hoga
Our Sponsors