POETRY SMS!
Kisi ko deni ho jawani main saza
koi cheez bewafai se barh kar kya hogi,
Ghum-e-tanhai judai se barh kar kya hogi,
Kisi ko deni ho jawani main saza,
to wo saza PARHAI se barh kar kya hogi.
Log ishq kartay hain baray shor kay sath
Log ishq kartay hain baray shor kay sath,
Humne bhi kia bare zor kay sath,
Lakin ab karain gay thoray ghor kay sath,
Kyunke kal usay dekha kisi aur kay sath.
Gir kar kabhi himat na harna
Mushkilen dil k irade aazmayen gi
Nigahon se khuwabon k parde hataye gi
Gir kar kabhi himat na harna
Yehi thokren tumhain zindagi main chalna sikhayen gi
Aaj halki halki baarish hay
Aaj halki halki baarish hay,
aaj sard hawa ka raqs bhi hay,
Aaj phool bhi nikhray nikhray hain,
aaj un main tumhara aks bhi hay,
Aaj badal kalay gehray hain,aaj chand pay lakhon
Aaj badal kalay gehray hain,
aaj chand pay lakhon pehray hain,
Kuch tukray tumhari yaadon k,
bari dair say dil mein thehray hain,
Our Sponsors